Hahaha, samajh gaya apko bohot bara sadma laga hai in 14 trains k chale Jane se islia aesi altu faltu ki baat kar rahe ho ap
Aese koi baat nhi, mujhe to bas apne trains ki fikre hai, faltu main ER aur NFR ki v train ko koi slot v nhi diya aur cancel karwa diya